Monday, October 17, 2011

Kun Faaya Kun lyrics by A R Rahman for RockStar


Music Director  - A.R Rahman.
Singer – AR Rahman, Javed Ali & Mohit Chauhan.
Lyrics – Irshad Kamil.

                 
 Kun faaya kun Lyrics

Ya nizamuddin auliya
ya nizamuddin sarkar

kadam badha le
haddon ko mita le
aaja khalipan mein
pee ka ghar tera,
tere bin khali aaja khalipan mein,
tere bin khali aaja khalipan mein
ooo….

rangreza rangreza
rangreza aa…
ho Oo… rangreza rangrezaaa

kun faaya kun kun faaya kun faaya kun
faaya kun faaya kun faaya kun
kun faaya kun kun faaya kun faaya kun
faaya kun faaya kun faaya kun

Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha

woh jo mujh me samaya wo jo tujh me samaya
maula, wahi wahi maaya
woh jo mujh me samaya wo jo tujh me samaya
maula wahi wahi maaya

kun faaya kun, kun faaya kun
sadaque- allah-ul ali yul-azim..

rangreza rang mera tann mera mann
le le rangaai chahe tann chahe mann
rangreza rang mera tann mera mann
le le rangaai chahe tann chahe mann

sajra savere mere tann barse
kajra andhera teri jaan ki lau

sajra savere mere tann barse
kajra andhera teri jaan ki lau
qatra mila jo tere dar barse
o maulaaa..
maulaaa..aaa..

kun faaya kun kun faaya kun kun faaya kun
kun faaya kun kun faaya kun faaya kun
faaya kun faaya kun faaya kun
aa…
kun faaya kun kun faaya kun faaya kun
faaya kun faaya kun faaya kun

jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha

kun faaya kun kun faaya kun
sadaque- allah-ul ali yul-azim
sadaq rasool hul nabi yul-karim

sallallah hu alayhi wasallam
sallallah hu alayhi wasallam

ho mujh pe karam sarkar tera
araj tujhe kar de mujhe
mujhse hi riha
aab mujhko bhi ho deedar mera
kar de mujhe mujh se hi riha
mujh se hi riha…

mann pe mere ye bharam
kachche mere ye karam
leke chale hain kahaan
main to jaanu hi na

tu hai jo mujh mein samaaya
kahaan leke mujhe aaya
main hoon tujh mein samaaya
tere peeche chala aaya
tera hi main ik saaya
tune mujhko banaya
main to jag ko naa bhaaya
tune gale se jagaya
haq tu hi hai khudaya
sach tu hi hai khudaya aa…

kun faaya kun kun faaya kun faaya kun
faaya kun faaya kun faaya kun
kun faaya kun kun faaya kun faaya kun
faaya kun faaya kun faaya kun

jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha
jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha
wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha

kun faaya kun kun faaya kun
sadaque- allah-ul ali yul-azim

sadaque rasool hul nabi yul-karim

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...